India ek aisa diverse country ke naaam se jana jane wala desh hain yha pe har trh ke culture dekhne ko milnge bharat ke alag alag state me alag alag trh ki sariyan dekhne ko mil jayengi
Bharat ke alag alag rajyo me jaise agar aap north me jaao to aapko vha ki mahila alag trh ka saree pahane hue dikhegi aur agar aap bharat me me he south ki trf jaao to aapko alag alg trh ki different style ki saree dekhno ko milegi …
Yha saaadiyon ke season me sbse jayada pasand ki jaane wali koi cheej hain hain to vo saree he hain ..
Ye ek cloth ke sath sath ye emotionally bhi connected hoti hain har bhartiyon se …
Badalte wqt ke sath saath ye iske fsion aur trend me bhi kaafi chnges dekhne ko milte hain… agar aaap bhi saree lover ho to ye rha top 10 saree ka list jo india ke alag alag state se chuni gayi hain….
Kasavu (KERALA)
Ye isko settu saree ke nam se bhi jana jata hain ye saree ek traditional blouse aur dhoti ke sath pahene jane wali saree hain vha pe kch old ladies ne aaj bhi vo cultur bnaye rkha hain ….ye saree ki khasiyat ye hain ki ye saree spcially hath se bnayi jaane wali saree hain jo golden border ki bani hoti hain
Taant (WEST BENGAL)
Ye ek traitional saree hain jo bengal ke ladies ke dwara pehena jaata hain jo bhot he khubshurat bengali silk se bana hua saree hota hain … ye pahanne me bilkul light weighted aur easy to wear saree hota hain … ispe bani print iski khubshurati aur bdha deti hain…k se bana hua sa
Paithani(MAHARASTRA)
Ye ek maharastian saree hain jo maharasrta ke ladies pehenti hain ye dikhne me behad khubshurat aur bhot he royal lgti hain …. ye saree specially aurangabaad me taiyaar ki jati hain ..iske handwoven silk iski khubshurti me chaar chand laga dete hain iski saree me peacock design ke liye jaani jaati hain
Bandhani saree
jo gujarat me sbse famous maani jaati hain aur ye sbse jayada pasand ki jaane wali saree hain isme bandhan ka apna ek meaning hain jiska matlab hain tie aur dye …..ye saree gujarat ke sath sath ye rajasthan me bhi bhot jayada famous hain …..
Banarasi (VARANSHI )
Banarashi saree apne gold aur silver work ke liye jaani jaati hai .. ye bhot he royal aur aaj ke generation ki sbse pahali pasand banti jaa rahi hain …ye saree taiyaar hone me 1 se 2 saal tak le lete hain….
0 Comments